Bulati hai magar jaane ka nai Lyrics - Rahat Indori Poem Lyrics

Bulati hai magar jaane ka nai Lyrics - Rahat Indori Poem Lyrics


Bulati hai magar jaane ka nai is famous Ghazal or Poem of Rahat Indori sir. This Ghazal Lyrics Bulati hai magar jaane ka nai is so Amazing.

Bulati hai magar jaane ka nai Lyrics - Rahat Indori
Bulati hai magar jaane ka nai Lyrics - Rahat Indori

Bulati hai magar jaane ka nai Lyrics:


Bulati hai magar jaane ka nai
Ye duniya hai idhar jaane ka nai

Mere bete kisi se ishq kar
Magar had se gujar jaane ka nai

Kushaada zarf hona chahiye
Chhalak jaane ka bhar jaane ka Nai

Sitare noch kar le jaaunga
Mein khali haath ghar jaane waala nai

Waba faili hui hai har taraf
Abhi maahaul mar jaane ka nai

Wo gardan naapta hai, naap le
Magar zaalim se dar jaane ka nai

                                                  – Rahat Indori

Post a Comment

0 Comments