Neend Kise Chain Kahan Lyrics

Neend Kise Chain Kahan (Zamaana Deewana) - Kumar Sanu,Alka Yagnik Lyrics

Neend Kise Chain Kahan (Zamaana Deewana) Lyrics



Singer Kumar Sanu,Alka Yagnik
Music Nadeem- Shravan
Song Writer Sameer

Neend Kise Chain Kahan (Zamaana Deewana) Lyrics

Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai


Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Hosh udaaye tera shabaab
Mere sawaal ka de tu jawaab
Hosh udaaye tera shabaab
Mere sawaal ka de tu jawaab
Kya tera dil bhi aise dhadakta hai
Kya tera dil bhi aise dhadakta hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha


Neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani
Jiyaa churaa ke le gaye kunvaare kanganaa
Neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani
Jiyaa churaa ke le gaye kunvaare kanganaa
Doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke
Main to le aaungaa mere anganaa
Pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai
Pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha


Saari saari rainaa teri yaad sataaye
Barasaat sataaye sajanaa
Kaate na katein ye din ab tere bin
Mulaaqaat sataaye sajanaa
Paas aake bhi tu duur rehta hai
Paas aake bhi tu duur rehta hai


Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Tujhse puchu ek sawaal
Bol zara kya hai tera haal
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Kya meri tarah tu bhi tadapta hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Hosh udaaye tera shabaab
Mere sawaal ka de tu jawaab
Hosh udaaye tera shabaab
Mere sawaal ka de tu jawaab
Kya tera dil bhi aise dhadakta hai
Kya tera dil bhi aise dhadakta hai
Ab hai neend kise ab hai chain kaha
Ab hai neend kise ab hai chain kaha.

Movie/album: Zamaana Deewana

Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label: Venus Music
Starring: Jeetendra, Shatrughan Sinha, Shahrukh Khan, Raveena Tandon, Anupam Kher, Prem Chopra
Release on: 28th July, 1995



Post a Comment

0 Comments